Main khud ko bhula doon
Tere khwabon khyalon mein
Yun hi main behta rahu Agar ho tum toh
Hai phir kehna kya
Tere waadon iradon mein
Yun hi main udta rahu Zamaane bhar ki khusiyo ko
Tere daman mein bhar dunga
Tu maange ek sitara chaand
Main tere hath mein rakh dunga Agar ho tum toh darna kya haan
Hai tera hai mera
Humara ye sara jahan Agar ho tum toh sath khuda haan
Hai tera hai mera hai
Humara ye sara jahan Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum x(2) Kitne siyane dekhe
Kitne deewane dekhe
Dil ke thikano mein
Haan tumsa nahi dekha Dil ke fasaano mein
Soni maahiwalo mein
Dil ne jahan dekha
Haan tumsa nahi dekha Zamane bhar ki mohabbt ko
Haan tere naam main kar dunga
Tu keh de ek dafa toh
Baahon mein tujhe aaj main bhar lunga Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum Apna pata na paaun
Janu na kahan main jaaun
Ek tere bin oh maahi
Mera aur kya haan? Naino mein tujhko bhar loon
Khud ko main kabil kar loon
Ek tere bin oh maahi
Mera aur kya Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum