Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain
Haske dekho na lateefa tumhe sunate hai
Umar ke saal kitne hai, ginn-ginn ke kya karna
Beet jaaye na ginti mein hi varna
Aao film’on ke be-adab gaane gaate hai
Heroine-Hero aaj hum tum bann jate hai
Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain
Haske dekho na lateefa tumhe sunate hai [Verse 1: Arijit Singh]
Khushiyan to rakkhi hain pocket mein
Kaagaz ke nanhe se packet mein
Inki bijli ki tarah kyun bachat kare batao na
Kharch kar daalenge saari aaj hi aao na
Hai mehange dard bade
Aur muskaan paai humne muft mein [Chorus: Shashaa Tirupati & Arijit Singh]