• Sun. Feb 16th, 2025

Barsaat Ke Mausam Mein|Abhi jinda hu to jilene do|Kumar sanu| Lyrics

Bymelomasum

Dec 6, 2024
Barasaat ke mausam mein

Tanhaayi ke aalam mein

Barasaat ke mausam mein

Tanhaayi ke aalam mein

Main ghar se nikal aayaa

Botal bhi uthaa laaya

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Barasaat ke mausam mein

Tanhaayi ke aalam mein

Barasaat ke mausam mein

Tanhaayi ke aalam mein

Main ghar se nikal aayaa

Botal bhi uthaa laaya

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Mujhe tukadon mein nahin jinaa hai

Qataraa qataraa to nahin pinaa hai

Mujhe tukadon mein nahin jinaa hai

Qataraa qataraa to nahin pinaa hai

Ho aaj paimaane hataa do yaaron

Haan saaraa maikaanaa pilaa do yaaron

Maikadon mein to piyaa karataa huun

Maikadon mein to piyaa karataa huun

Chalati raahon mein to pi lene do

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Mere dushman hain zamaane ke gam

Baad pine ke ye honge kam

Mere dushman hain zamaane ke gam

Baad pine ke ye honge kam

Ho zulm duniyaa ke na sah paayuunga

Bin piye aaj na rah paayuunga

Mujhe haalaat se takaraanaa hai

Mujhe haalaat se takaraanaa hai

Aise haalaat mein pi lene do

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Aaj ki shyaam badi bojal hai

Aaj ki raat badi katil hai

Aaj ki shyaam badi bojal hai

Aaj ki raat badi khatil hai

Ho aaj ki shyaam dhalegi kaise

Haa aaj ki raat kayegii kaise

Aag se aag bujegii dil ki

Aag se aag bujegii dil ki

Mujhe ye aag bhi peelene do

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Hmm barasaat ke mausam mein

Tanhaayi ke aalam mein

Hmmbarasaat ke mausam mein

Tanhaayi ke aalam mein

Main ghar se nikal aayaa

Botal bhi uthaa laaya

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do

Bhari barasaat mein pi lene do

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *