Kabhi main, jo tum mere ho
Aisa ho kyun?
Ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho Jo tum mere ho toh main
Kuch nahi maangoon duniya se
Aur tum ho hi nahi toh main
Jeena nahin chahoon duniya mein Aur nazron mein mere ik jahan hai
Jahan tu aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi tu aur main hi
Haye.. Aur aaoge aise aaoge
Teri meri kya yeh raahein
Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi jo tum aaye kabhi
Hum toh pyaar se hi maar jayenge Aur aaoge aise aaoge
Teri meri kya yeh raahein
Yoon judi hain? Aur raahon mein hi jo tum aye nahi
Hum toh phir bhi tumhein hi chahenge Jo tum mere ho toh main
Kuch nahin maangoon duniya se Pooche yeh tu
Ki tujhmein main kya dekhta hoon?
Jab charo taraf aaj
Kitne hi sare nazaare hain Jaane na tu khud ko yoon
Na janay kyun? Nazron se meri yahan
Dekho na khud ko zara
Dekho na dekho na Zulfon se kaise zulfon se
Teri chupti pyari pyari si
Muskaan hai Aur nazarein jhuki
Aur nazarein uthi
Toh main kya hi karoon?
Barbaad main Tere hothon ko tere hothon ko
Jinse rakhti mere pyare pyare
Naam hai Aur dil ka tere aur dil ka tere
Ab main kya hi kahoon? Kya baat hai Aur haan dekho yahan
Kaise aayi do dilon ki
Yeh baraat hai Par kya khula aasmaan
Yaa phir laayi yahan zoro se
Barsaat hai? Chahein ho chhaye bhi badaal toh
Chahein phir bhi tumhein
Kya, pata tum ko? Maangoon na kuch aur jo
Tum mere ho