wellcome to melomasum.com
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke tale mein hain
Chaabi kahaan dhondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yehi
Main tere. kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahaan dhoonde bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yehi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kabil nahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kabil nahi
Yeh shararatein yeh mastiyaan
Apna yahi andaaz hai
Samjhaaye kya kaise kahein
Jeene ka isme raaz hai
Dhadkan kahan ye dhadakti hai
Dil mein teri awaaz hai
Apni sab khushiyon ka ab toh
Ye aagaaz hai
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoondhe bata
Woh chand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yehi
Main tere kaabil hoon yaa
Tere kaabil nahi
Main tere kaabil hoon yaa
Tere kaabil nahi
Saagar ki ret pe dil ko jab
Yeh banayengi meri ungliyan
Tere naam ko hi pukaar ke
Khankengi meri chudiyan
Tujhme adaa aisi hai aaj
Udati ho jaise titliyan
Pheeki ab na hogi kabhi
Yeh rangeeniyaan
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoondhe bata
Woh chand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yehi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Main tere kabil hoon ya
Tere kaabil nahi
La la la
thanks for visit