Ae Bikaaneri Chhokri
Santre Ki Tokri
Ghar To Chhudwaya
Jeeta Tha Jiske Liye|Ek aisi larki thi|Kumar shanu|Dilwale| Lyrics
Ab Kya Chhudayegi Naukri
Romeo Romeo
Gali Ke Romeo
Bholi Shaqal Wale Saare
Ke Saare Farebiyon
Romeo Romeo
Bhade Ke Premiyon
Kaahe Gale Pade Ho Bin
Bulaaye Baaraatiyon
Le To Gayi Kaleja
Sang Mein Hume Bhi Le Ja
Ye To Chori Pe Hai Seena Zori
Kabhi Lage Monalisa
Kabhi Kabhi Lage Lolita
Aur Kabhi Jaise Kadambri
Haye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Haye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Sar Se Pair Talak
Betahasha Husan Se Bhari
Haye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Pairon Mein Paayal Ki Bedi Se
Bandhke Main Na Rehne Wali
Main Alhad Purvah Ke Jaisi Hun
Pardeson Tak Behne Wali
Mujhe Gehno Se Badhke
Sapnon Ki Chaahat Hai
Jin Sapno Ko Sach Ho Jaane Ki Aadat Hai
Katti Hai Meri Mardon Se
Yaari Filmon Ke Pardon Se
Le To Gayi Kaleja
Sang Mein Hume Bhi Le Ja
Ye To Chori Pe Hai Seena Zori
Kabhi Lage Monalisa
Kabhi Kabhi Lage Lolita
Aur Kabhi Jaise Kadambri
Haye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Haye Meri Param Param Param Param
Param Sundari
Sar Se Pair Talak
Betahasha Husan Se Bhari
Haye Meri Param Param
Param Param Param Sundari
Ae Chhuna Nahi Chhuna Chhuna
Nahi Chhuna China Nahi Mujhko
Ae Hona Nahi Hona Hona
Nahi Teri Hona Nahi Mujhko
Hath Jhod Chaahe Paon Pad
Parvaah Nahi Mujhko
Na Nanana Nana Nana Nana
Nana Na Nanana Nana Nana Nana