• Sat. Mar 15th, 2025

Sun Beliya|Lata mangeshkort| Lyrics

Bymelomasum

Nov 22, 2024
Sun beliya sukriya meharbani

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Are sun beliye sukriya meharbai

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Tu jahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Sun mahiya sukriya meharbani

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Phoolo mein fizao mein

Hawao mein rahega

Ye fasana

Teri meri yari yara

Yaad karega ye jamana

Phoolo mein fizao mein

Hawao mein rahega ye fasana

Teri meri yari yara

Yaad karega ye jamana

Pyar ke sur pyar ki

Lay pyar ki ho kahani

Pyar ke sur pyar ki

Lay pyar ki ho kahani

Sun beliya sun mahiya sun beliya

Shise ki trah hain

Mera dil dil tod na dena

Dunia ko choda maine

Tu mujhe chhod na dena

Shise ki trah hain

Mera dil dil tod na dena

Dunia ko choda maine

Tu mujhe chhod na dena

Mere dilbar tu nahi dar

Param Sundari|Sreya ghoshal|Ar rahman|Lyrics|

Kya meri zindgani

Mere dilbar tu nahi dar

Kya meri zindgani

Sun mahiya

Sun beliya sun mahiya

Sham swere mere hotho pe

Hain tera hi tarana

Main deewani hoon mera

Dil bhi hai tera hi deewana

Sham swere mere hotho pe

Hain tera hi tarana

Main deewani hoon mera

Dil bhi hain tera hi deewana

Jo kisi ne di nahin

Ho de mujhe woh nisani

Jo kisi ne di nahi

Ho de mujhe woh nisani

Are sun beliye

Sukriya meharbai

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Sun mahiya sukriya meharbani

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Tu kahe to naam

Tere kar doon sari jawani

Sun beliya sun mahiya sun beliya

Sun mahiya sun beliya sun mahiya

Sun beliya sun mahiya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *